Android Smartphone Ki Battery Life Save Kaise Kare [Top Tips]
Hey Reader,
Aaj Mai Aapke Smartphone ke liye kuch Aisi Trick lekar Aaya
Hoo jisko Follow kar Aap Apne
Android Smartphone ki Battery life ko save Kar sakte hai
yani Battery life Badha sakte hain.
How to Save Battery Life On Your Android Smartphone in hindi.
Aaj Apni Iss Android Smartphone ki Battery Life Save kaise
kare Post me Smartphone ki battery life
kaise save kar sakte hai ki poori jankari lekar Aaya hoo.
Agar Apko Lagta hai ki Aapke Smartphone ki Battery Kam Ruk
rahi hai yani Backup kam de rahi Hai.
To Humari iss post ko poora Read kare aur har ek Tips ko Follow
kare aur badhaye apne Smartphone
Ki Battery life. To jaante Dosto ki Kaise hum Apne
Smartphone ki Battery life ko Save kar sakte hai.
How to save Battery Life On Your Android Smartphon Ansariworld.com |
How to Save Battery Life on Your Android Smartphone
Yaha Aaj mai Aapko Aapke Smartphone ki Battery life Save
Kaise karne ke Tips Batane jar aha inko Dhyan se Read kare aur Follow kare.
1 . Smartphone Me Black Wallpaper Use Kare
Jee Ha Dosto Smartphone ki Screen me Wallpaper black Use
karna Chahiye isse Light ki Khapat kam hoti issi Vajah se Aapke Battery Ka
Backup Zyada hota. Isse Battery Ki Performance Badh jati hai.
Aur ha Dosto Kabhi Bhi Apne Smartphone me Home Screen ya
Lock Screen Wallpaper me GIF ya
Screen Saver ka Use na kare Iske Use karne se Battery ki
Khapat zyada hoti hai.
2 . Vibration ka Use kam kare
Dosto Vibration ka use Jarurat padhene par hi kare. Aur
Vibartion ka Volume kam rakhe Full na kare aur Touch Tone aur Vibrate ko Off
karde isse bhi Battery par Bahut Fark Padhta hai.
Vibartion ka use Mukhtasar tareeke se yani Jarurat ke Waqt
use kare har time Vibarte use na kare.
3 . Brightness Low Rakhe
Brightness humesha Low rakhe Jab Aap Smartphone Use kare to
Jarurat Padhne Par Brightness
Badhaye Aur Jab Smartphone Use na Kare to fir Brightness Low
Karde. Aur Night me Brigthtnesss
Humesha Low hi Rakhe Aisa karne se Aapki Eyes Par Bhi fark
nahi Padhta aur Battery ki Saving Hoti hai.
4 . Display Screen Time Out Setting Set kare Battery Save karne ke liye
Iska Basic Setting kare Disaplay Scree Timeout Setting Set
Karne ke liye Setting Me Jaaye Display
Aur Yaha Aapko List me Niche Sleep Option Dikhega uspar Tap
Kare Aur Isme 15 Second ya 30 Second
Chunav kare. Ek Bar fir Tareaka dekhe Screen Time Out Set
Karne ke liye Apne Phone ki
Setting>>Display>>Sleep Aur iske Baad ism eek Pop
Windw Dikhayi dega Same upar Diye Screenshot
Ki Tarah isme Apne hisab se Set kar sakte hai 30-15 Second
ka Chunav kare.
5 . Auto Update Disable Kare
Auto Disable Rakhe isko Disable karke Rakhne se Aapke
Android Smartphone ke Apps Automatically
Update nahi hote Agar Auto Update Disable nahi aur On hai to
Aapke Phone ke Apps Update hote
Rehte hai. Jisse Aapka Data Bhi Kharch hota rehta hai. Auto
Update Disable karne ke liye humari ye
Auto Update Disable Kaise kare Android, iOS, Blackberry Smartphone Me ki Poori post Padhe
Aur Auto Update ko Disable ya Update Only Wi-fi Par Set kare.
Aur Auto Update ko Disable ya Update Only Wi-fi Par Set kare.
6 . Greenify App Use Kare
Dosto Greenify App Use Karne se Aapke Smartphone Me Jo App
Backround me Chalte Rahte hai Aur Aapko Pata bhi nahi chalta Aur Wo App Aapke
Phone ki Battery ki Khapat karte Rehte
hai jisse Aapke
Android Phone ki Battery Backup Par Bahut Fark Padhta hai
Aur Aapko Pata tak nahi lagta. To isliye
Apko Suggetion Karunga ki Aap Greenify App ka use kare. Ye
App Apke Phone ke Background me Chalne
Wale Apps Ko Band kar deta hai jisse Aapki Battery Backup me
Kafi Fark Aata hai Chahe to Aazma kar
Jarur Dekhe.
Friends Greenify App Yaha se
Downlad kare Aur Install kare Aur Diffrent Dekhe Aapke Phone ki Battery
Pehle se Zyada Backup Dene Lagegi.
7 . Battery Saving Mode On Rakhe
Battery Saving Mode ka Use kare isko humesha On Rakhe isse
Bhi Battery par kafi had tak Fark Padhta hai. To Agar Aapke Android Smartphone
me Battery Saving Mode hai To Iska use jarur kare.
Final Word
Friends Kaise Lage Aapko Humari ye How to Save Battery Life On Your Android Smartphone
Post Me bataye Huye Tips Agar Aap in
Tips Ko Follow karte hai to Aapke Smartphone ki Battery
Saving me Bahut Fark Dikhega ek Bar
Azma kar jarur dekhe.
To Dosto Kaisi Lagi Aapko ye Android Smartphone ki
Battery Saving kaise kare ki Poori Post
Hume Comment me Jarur Bataye hume Aapke Vicharo ka Intezar
rahega.
Aur Agar Aapko ye Post Acchi Lagi ho ya isse tumhe help mili
ho to Apne Dosto Ko Share
karna na Bhoole Share Jarur kare Aur Zyada se zyada Share kare.
Also Read__________________________________________________
karna na Bhoole Share Jarur kare Aur Zyada se zyada Share kare.
Also Read__________________________________________________
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.