Smartphone Ke Delete Huye Text Messages Recover Kaise kare
Hello Dosto,
Mai fir hazir apni ek new post ke saath jisme mai apko
bataunga ki aap apne smartphone ke Delete huye tex messages ko Recover kaise kar
sakte ho.
Technology itni aage nikalti ja rah hai ki aaj hum
smartphones se ghire huye jispe dekho smartphone.
Aaj ke iss time me har vyakti par smartphone milega aap
par bhi hoga.
Lekin kabhi-kabhi aisi problem aa jati jisse hum pareshan
ho jate hai. jab ko problem aati hai to uska solution bhi aata hai. Aksar aapka
koi importent Message galti ya kisi bhi wajah se Delete ho jata hai. to
pareshan hone ki jarurat nahi hai wo aapko dowara bhi mil sakta hai.Aur isi ko dekhte huye aaj mai Aap logo ke beech
Smartphone ke Delete Text message Recover kaise kare ye post lekar aaya hoo jo
aapke kafi kaam aa sakti hai. How to recover deleted text messages. Or Deleted
Text message recover kaise apne smartphone se.
Read Must: Android Smartphone ke Delete huye Contact Recover kaise kare
Read Must: Android Smartphone ke Delete huye Contact Recover kaise kare
How to Recover Deleted Tex Messages your Smartphone in hindi or Smartphone ke Delete huye text messages Recover kiase kare |
Delete Huye Text Messages Recover kaise kare Android Smartphone se
Jee aaj hum apne smartphone ke delete huye text message
Recover kaise iske bare me sikhenge.
To aaiye jante hai ki kaise hum apne text messages ko
Recover kar sakte hai.
Iss post ko dhyan se padho isme SMS, Call log, Media file,
Contact Recover kaise karte hai vistar se bataya gaya hai.
Iss post ki madad se aap Recover kaise karte hai ye seekh gaye. Ab hum baat karenge ki hum kaise SMS ka
Backup bana kar rakh sakte hai.
- Smartphone ke Contact Transfer kaise kare [smartpone to smartphone]
- Android Smartphone me kaise le Screenshot
SMS Ka Backup & Restore kaise banaye
Upar humne iss Andorid Smartphone ke Delete huye Contact Recover kaise kare Post me sikha ki kaise apne
SMS, Call log, Media Files, Recover kar sakte hai.
Ab hum sikhnge ke
apne SMS Ka Backup & Restore kaise bana sakte hai. Dhyan se step by step
follow kare.
1 . Sabse pehle aapko apne smartphone me SMS Backup &Restore app ko Download karna hoga.
SMS Backup &Restore yaha click karke download kar Install karle.
2 . Iss app ko install karne ke baad open kare.
3 . Backup par Tab kare.
4 . Create a new backup me All conversation par tik kare.
5 . Local Backup only par Tab kare.
Agar aap apne backup ko email, Drop box, ya Googel Drive me
Upload karna chahte hai to
Local Backup and Uplaod par tik kare. Aur OK karde.
Lijiye ho gaya apak Backup Ready.
SMS Backup & Retore www.ansariworld.com |
Create New Backup www.ansariworld.com |
- Auto Update kaise Disable kare Android, Windows, iOS aur Blackberry
- Call aur SMS Rakhne ke asaan Tareeka
SMS ka Backup Restore kaise kare.
Humne backup ko bana liya aap baat aati bane huye backup ko Restore kaise kare iske aapko sabse pehle.
1 . SMS Backup & Restore App ko Open kare.
2 . Restore par Tab kare.
3 . aur fir apni sms backup bali file ko select kare. Aur ok
Restore kare.
Agar apko koi problem ho to comment me jarur bataye.
Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye.
Agar aapko ye post acchi ye isse koi help mili ho aapne
Dosto jarur share aur humare Latest Post ke liye humare Social Follow Button
par click karke Follow jarur kare. Aur Email Newsletter par Subcribe kar sakte
hai.
Thanks for Visit Ansariworld
ReplyDeleteDo you have a page of this that's translated to English? Or you may want help in english writing? You can ask me anytime. Your blog is helpful for those who needs evidence that has been deleted.
ReplyDelete@Ray W.
ReplyDeleteThanks For comment and writing your words.
I can soon Translate to English by you
Good post. Thanks for sharing such a useful post.
ReplyDeleteData recovery services in chennai
A loathsome thing happened... he mixed up erased all the instant messages! Some instant messages is imperative to me, is it conceivable to recoup erased instant messages from iPhone 5S? Sms back up
ReplyDelete