Instagram kya hai? Instagram Par Account Kaise Banaye
Hey Reader,
Aaj hum Baat karne wale hai Duniya ki No.1 Photo And Video
Sharing Social Networking Site Instagram
ke Baare me. Social Networking site me hod se machi huyi hai
Aap dekhte hi honge ki Kitni
Social Networking Site Nayi se nayi humare samne Aa rahi
Pehle facebook Bahut hi Popular Aur Aaj bhi
Hai. Phir WhatsApp Aur Ab Instagram ki hod machi huyi
Instagram Par bhi 10000+ user hai.
Instagram ki Sabse Badi Khas Baat hai ki ye Photo Sharing
Social Networking Service hai. Aur Aaj ke
Smartphone me Selfie ke iss Dour me Photo Sharing Site Bahut
hi Popular ho Rahi jaise Instagram
Iss Par Aapko Selfie, Video, GIF Image Dekhne ko Milenge aur
ye Bahut hi Behtreen Service hai.
Selfie ke Shaukeen Logo ke liye to Iss Par Aaj hi Account
banaye Aur Upload kare Apni Selfie
Naye se naye Look Me.
Raed Must: Instagram Account Delete kaise kare
Instagram Account Kaise Banaye ansariworld.com |
Instagram Kya Hai ?
Aaj hum jaanege ki Instagram Kya hai? Aur Instagram Par
Account Kaise Banate hai.
Dosto Instagram 1 Online Mobile Photo Sharing,Video Sharing
And GIF image Sharing Social Networking
Service hai. ye User ko Publicaly Or Privately Image and
Video Share ki Service Deta hai. ye ek Mobile
App Service hai. Instagram ko Aap sirf Apne Smartphone Par
hi use kar sakte hai. isko Aap Pc par
Instagram.com Par jakar Log in to Kar sakte hai lekin Apne
PC se koi bhi item jaise Image Video Share
Nahi Kar sakte ye Sirf Aapke Mobile Phone par Instagram App
Ke Dwara hi use kar sakte hai.
Instagram Par Aap Sirf Maximum 15 Second ka hi Video Share
kar sakte hai.
- o OTG Cable kya hai? USB OTG Cable se kya-kya Use kar sakte hai
- o Smartphone ki Screen Tootne Par PC se use kaise kare
Instagram Kisne Banaya ?
Kevin Systrom and Mike Krieger |
Dosto kya Aap jaante hai Instagram kisne Banaya. Instagram
ko Kevin Systrom and Mike Krieger ne
Banaya Aur Instagram ko Ab se 5 year Ago 06-October-2010 me
Launch kiya gaya tha
Ye 1 Free Mobile App
Service hai.
Instagram Par Account Create Kaise Kare
Instagram Par Account Kaise Banaye Aap Kiss Par Account
Banana Chahate hai.
Yaha Mai Aapko Pc or Mobile App Dono Se Instagram Account
Banane Ka Tareeka bataunga.
1 . Computer Or laptop Par Instagram Account banaye
Instagram Account Banana Bahut hi Aasaan Hai. Sabse Pehle
Instagram.com Par jaye
Aur Iske Baad Jab Ye Niche Diya hua Image ki Traha Open ho
jaye To Sare Detail Bhare
1 . Email : Email Address Enter Kare as a xyz@email.com
2 . Full Name : Ansari World
3 . User Name : ansariworld
4 . Password : @yourpassword123
Aur Saari Detail Bharne ke Baad Sign Up Click kare.
Sign Up Par Click Karne ke Baad Aapko ye Dikhayi Dega jo Image Dikh Raha hai.
Phir isme Aapko Add a Profile Photo Par Click kar Apni Profile Photo Add Kare.
Photo Add Karne ke Baad Aapko Yaha Instagram User ke kuch
Accoun Show hone lagenge
Follow karne ke liye Agar Aap Chahe To Follow kare ya
Profile Par Jakar Profile Edit kare.
Lijiye Friends Aapka Account Tyar hai Ab Aap Apni Selfie ya
Video Share kar sakte hai.
Aur Maza Le sakte hai Instagram Account ki Sharing Social
Networking.
2 . Smartphone se Instagram Par Account Kaise banaye
Smartphone se Instagram Par Account Banane ke liye sabse
Pehle Google Play Store se
Ya yaha se Instagram App Download kare.
Aur Same Upar Bataye Gaye Tareeke ke Follow kar Account
Banaye Aur Fun kare
Upload kar Selfie Insta.
Final Word
So Friends Kaise Lagi Aapko Humari ye Instagram Kya hai?
Instagram par Account Kaise Banaye Post
Aapko Humari ye Post Kaisi Lagi Comment me jarur bataye. And
If you Like This Post so Share Your
Friends And Comment now. Share this post And Share Again and
Share.
Also Read_______________________________________________________
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.