Top 20 Best Launcher 2016, Android Smartphone ke liye
Hey Friends,
Aaj mai Aaapke Android Smartphone ke liye lekar Aaya hoo bahut behtreen 20 Launchers jo Aapke Android Phone ko ek naya look de sakte hain jo apko dekhne me amazing lagega jaise ki mew look . in Launchers ko
use karne ke baad apko mahsoos hoga ki jaise naya phone use kar rahein ho.
To dekhiye in 20 best launchers ko aur chuniye apne android devices ke liye Best Laincher.
Alos Read: Top 10 Photo Design Karne Online Website
Top 10 Google Chrome Behtreen Tips & Trick hindi me jaane
To dekhiye in 20 best launchers ko aur chuniye apne android devices ke liye Best Laincher.
Alos Read: Top 10 Photo Design Karne Online Website
Top 10 Google Chrome Behtreen Tips & Trick hindi me jaane
Top 20 Android Launcher 2016
Note: Yaha aaj mai apko 2016 ke Top 20 Launcher Dikha raha
hoo. Ye 2016 ke sabse behtreen Top 20 Launcher hain. To der kis baat ki shuru
ho jao Top 20 Launcher ko istemal karne ke liye.
Ye Rahe 2016 ke Top
Launchers
1 . Action Launcher 3
Ye Andorid Launcher kayi behtreen launcher se kahi behtar hai. Android
ke anusar ye
“Action Launcher 3” 2016 ka sabse best Android Launcher hai.
Ye Launcher doosre launchers se kahi jyada
Powerful aur Flexible hai.
Iss Launcher ka Matarial Design ka bahut hi
Amazing hai. Ap isse koi bhi Content Direct hi iske action bar me Search kar
sakte hain jaise : Contact, Social Media Apps, Music etc.Action launcher 3 apko
alag alag colorful homescreen deta
badalne ke liye aur aap ise customize bhi kar sakte hain apne hisab se aur apps
ki bhi speed milegi apko. Ye 2016 ka sabse behtreen launcher hai. Try ke liye
bilkul free hai. Abhi try karke dekhein kaisa lagta hai ye apko.
2 . Apex Launcher
Ye doosra Android launcher hai isko bhi
azma kar dekhein. Ap iss launcher ko kyo use karna chahege.
dekhiye iske Features.
1.
Ye simple aur Free hai.
2.
Isme Unlimited Scrolling hai.
3.
Aur isme ap iske Grid Size Home Screen ko
Customize bhi kar sakte hain.
4.
Icon ko bhi Customize kiya ja sakta hai.
5.
Docks ko bhi scroll kar sakte hain.
3 . Go Launcher - Theme, Wallpaper
Go Launcher other Launcher se
Stylish , Smart aur Slim hai.
New flat interface diya hua hai.
Interactive control experience ke sath.
Aur iski performance ki to kuch
pooch hi mat. Aur isme kayi useful features diye huye hain.
Go Launcher apke phone ko new
Iphone look deta hai. Abhi install kare Go Launcher ko
Aur use kare apne phone ko Iphone
ke look me.
To purane apps ko kahye bye-bye
aur apne Android mobile ko banaye brand new personalized mobile oprating. jo
mobile use karne wale ko lage ek dum
naya aur ek dum alag. Iphone jaisa.
aaj hi apnaye iss Go Launcher ko.
Go Launcher ke poori Duniya me 200
millions se jyada User hain. I hope ki ap bhi iss ko miss karna nahi chahenge.
4 . Google Now Launcher
Google Inc. ke dwara Developed kiya huya hai ye Google
Now Launcher.
Google Now kafi fast aur iski ki home screen clean hain ek
dum plain.
Isme Kayi Intresting Features
hain.
1.
Apne phone se bolkar ap text message send aur
songs play etc aur bhi baut kuch kar sakte ho.
2.
Apni awaz se search kar sakte ho “OK GOOGLE”
bolkar.
3.
Iske home screen se hi Search ko access kiya ja
sakta hai.
4.
A to Z orderd Apps List.
5.
Behtreen Design (Developed by Google)
5 . Nova Launcher
Nova Launcher abhi 2016 me hi aya hai. Nova Launcher poora
Customizeable hai. Behtreen Performance driven , home screen , embracing full
material design hai.ap apni home screen ko badal bhi sakte hain customize aur
control bhi kar sakte hai. Icon aur Layout bhi change kar sakte hai. Ap
customize kar ke real aur new look de sakte hai apne amdroid phone ko aur bhi
bahut kuch . try karke jarur dekhe.
Kuch Special aur Amazing Features
1.
Backup/Restore :- Isme ap Backup bana aur Restore
Ka r sakte hain.
2.
Import Layout :- isme ap Layouts import kar
sakte hai apni pasand ka Jaisa ap chahe.
3.
Widgets in Dock :- Widgets bhi set kar sakte ho.
4.
Color control :- colors se design bhi kar sakte
ho har ek item ko alag-alag.
5.
Subgrid Positioning.
6.
Icon Theme.
7.
Infinite Scrolling.
8.
Fast .
6 . Smart Launcher 3
Simple .Fast aur Light
Smart Launcher 3 se apne android devices me dekhe speed. Ye
ek innovative Launcher hai. Isko use karne ke baad apke android device ki speed
me izafa ho jayega. Iski madad se apka android device slow ki bajaye fast kam
karne lagega.
Iss Launcher ko Android ke liye banaya hai. Aur iss Launcher
ko ab tak 20 million se jyada user ne download karliya hai aur ye lagatar chal
raha hai.
Smart Launcher 3 ke Features
1.
Is
Launcher me RAM aur Battery ki bachat hoti hai. Iski requirements bahut
kam hai.
2.
Double tab karne se screen band ho jati hai.
3.
Home screen par Notifications .
4.
Intregeted Lock screen Notifiacation ke sath.
5.
Material Design.
6.
Ap apne favourite apps ko quickly access kar
sakte hain.
7.
Apps list Sorted automatically.
7 . Yahoo Aviate Launcher
Iss Launcher ko yahoo engineers ne Developed kiya hai. Yahoo
Aviate automatically hi apke apps ko organizes karta hai.
Yahoo Aviate Launcher bahut smart launcher hai. Isme ap apne
hisab se home screen par apps aur information set kar sakte hain. Jo ap chahe.
Yahoo Aviate Launcher Features
1.
Smart stream
2.
Simple aur sunadr Navigation.
3.
Gorgeous look.
4.
Organized Contenet.
5.
Favourite People- apne manpasand people ka
contact.
6.
Home screen – daily apne home screen ko
alag-alag look me change kare.
7.
Search box
8 . Launcher 8 - Window Phone Style me
Launcher 8
se Ap apne android smartphone ka look
Window phone ki tarah kar sakte hain.
Ye Launcher 8 apke
android phone ke look ko Window Phone UI style me badal deta jisse apka phone
bilkul same to same window phone lagne lagta hai. Agar aap window phone ke
shaukeen hain aur apke pass android phone hai to ap iss Launcher 8 ki madad se
window phone ka maza apne android phone me hi le sakte hain to abhi download
karein.
9 . Line Launcher
Line Launcher ko Line Inc. ne banaya hai. Ye launcher 3000+ wallpapers,theme
aur stikers deta hai.
10 . Z Launcher
Ye Nokia Inc. ka product hai . Android me isko use kare aur
fir dekhe imagin. Ye launcher bahut fast hai.Iske jariye ap koi bhi app launch kar sakte hain only one second
me.
12 . APUS Launcher
18. Launcher Pro
Also Read...................................................................
Top 5 Android App Indian User ke liye
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.