Computer/Laptop Se Temporary Files [%temp%] Delete Kaise kare
Dosto,
Aaj hum baat kar rahe hai ki Computer ya Laptop se Temp
files yani Temporary Filse ko delete kaise kare .
Humare computer ya laptop me ye temp files khud va khud jama
ho jati hai. inko hume delete karte rahna chahiye. Isse humare Pc ki hang nahi hoti hai aur badiya perform
karti hai. to aaj hum aapko batayenge ke Temp file yani temporary files ko
Delete kaise karte hai.
Computer/Laptop Se Temporary File Delete kaise kare by Mo Aziz www.ansariworld.com |
Delete Temporary Files [%Temp%]
Computer ya Laptop se Temporary (Temp) files Delete karne ke
liye niche diye huye step follow kare
#Step Delete Temp Files
1.Computer/Laptop se Temp files delete karne ke liye sabse
pehle
2. Start Button par Click kare
3. Search bar me type kare %temp%
4. Aur ENTER Key Dabaye.
5. Iske baad ek window open hogi usme Temporary files show
hongi Ctrl+ A key Press kare aur Delete kare.
6. Isme kuch 1-2 files Delete nahi hongi unko Skip karde.
7. Delete karne ke baad Recycle Bin se bhi in sabhi Temp
files ko Delete karde.
Dosto upper batayi gayi Computer ya Laptop se Temporary
Files Delete kaise kare Post Kaise lagi
comment me jarur batey.
Temp Files delete karne me koi problem aaye to comment me
pooch sakte hai. aur apne Friends ko bhi Share kare.
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.