Android Devices ke 5 Behtreen Hidden Features
Android Smartphone me Internal Storage Free kaise kare
1 . Notification Setting.
Drop Down me ek Notification par Tab karke HOLD kare. Iske baad
apko ek Setting icon milega jo notification ke age hoga. Fir us app ki setting
open karne ke liye uske icon par tab kare. Yaha ap chahe to notification ko
band kar sakte hai.
2 . Smart Lock
To iss jhanjat ko ap dooe kar sakte hain.
SmartLcok Finction ke sath jab ap apne ghar me hote ho to
apne samrtphone Unlock rakh sakte ho.
Ab ap sochte hoge ki kaise ?
Iske liye Setting>SmartLock>
me jaye aur apni home location ko Trusted Place ki Category me jod de
Ap chahe to Bluetooth se connect devices jaise : Speaker or
trusted devices ko bhi jod sakte hain.
Jab ap Smart Lock dal
denge aur uske bad jab ap apne ghar me honge ye device ko unlock karne ke liye
password nahi magenga.
3 . Silent Phone ko Khojna ( Dhoondna)
Aapne phone ko silent kar diya hai. ab use kahin
rakh kar bhool gaye hai. To apne phone ko kaise dhoonde.
Khojne ka ek asan tareeka hai ap kisi doosre phone se
ANDROID DEVICE MANAGER me jakar usi ID se login kare jo ID aapne us silent kiye
huye phone me dali thi fir uske baad apko usme Aapke phone ka model number
dikhyi dega aur 2 ya 3 option bhi honge usme se ap RING wale option par Click
kare apke silent huye phone me Ring bajne lagegi chahe apka phone switch off hi
kyo na ho. Aur ap usme apne phone ki Location bhi dekh sakte hain.
4 . Custome Reject SMS
Jab aapne kisi incoming
Call ko reject kiya ho to us time ke sabhi ya kisi prev-set message ko Edit ya
Remove kar sakte hain.
Aisa karne ke liye setting me jakar Phone ya Dialer ko open
kare aur fir phone ki setting ko access kare.
Menu me apko Reject with SMS Option dikhega.
5 . Hide Contrast Text
Apne dekha hoga
kisi-kisi ke phone me Contrast Text bahut kam dikhayi yani Likha huya bahut kam dhunda sa dikhayi deta hai agar aisa apke
phone me hota hai to iss Problem ko Aap Setting Me jakar hide contrast text ko enable karde.
Setting>>Accesbility me jakar Contrast Text ko Enable kare.
Dosto Kaise lagi Aapko ye Android Device ke 5 hidden Features Post.
Agra aapko ye post Acchin lagi ho Apne Dosto ke Sath Share jarur kare.
Aur humare Latest Post
Dosto Kaise lagi Aapko ye Android Device ke 5 hidden Features Post.
Agra aapko ye post Acchin lagi ho Apne Dosto ke Sath Share jarur kare.
Aur humare Latest Post
Yeh Bhi Padhe:.................................................................................
Labels
Mobile
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.