LinkedIn Account Ka Passworld Change Kaise kare, LinkedIn Me Tow-step Verification Add Kare
Hello Dosto,
Aaj Mai Phir Hazir hoo Aapke liye Ek Nayi Post ke sath
Aaj hum Bat kar Rahe hai ki LinkedIn Ka Passworld Change aur Verification Option Add Kaise kare.
Aaj hum Bat kar Rahe hai ki LinkedIn Ka Passworld Change aur Verification Option Add Kaise kare.
Jee ha Dosto Aaj mai Aapko Aapke LinkedIn Account ki
Security ke liye Verification Option ko Add kaise karte hai iski poori Jankari
yaha mai Aapko Hindi me dene wala hoo.
To Frineds Chalte Hai Apne main Topic LinkedIn ka Passworld
Change Aur Verification Option Add kaise karte hai.
Dosto Verification Option Add Karne ke Baad Aapke kisi bhi
Account ki Security double ho jati hai. Verification Add karne ke liye Mobile
Nuber aur Email Id ki jarurat padhti jisme jab Aap Apne LinkedIn Account Ko Log
In karnge to Usme verification ki jankari magega agar Aapne Verification me Apna
Mobile Number Add kiya hua hai to Usme Massage ke dwara ek Code jata hai jo
hume Verification ki jagah dlana padhta hai. To Chaliye Friends hum apne main
Topic LinkedIn Account Ka Password Change Aur Verification Option Add kaise
kare ki Poori jankari.
Read Must: Gmail Account ka Password Recover kaise kare
Gmail Account Me Auto Reply Optio Add kaise kare
Read Must: Gmail Account ka Password Recover kaise kare
Gmail Account Me Auto Reply Optio Add kaise kare
LinkedIn Ka Password Change Aur Verification Option Add Kaise kare
Smartphone se Linked Account ka Password Change Kaise Kare
LinkedIn Account Password Change Karne ke liye Niche Bataye
gaye Step Follow kare.
Step 1. Sabse Pehle LinkedIn App Open kare aur Log In kare.
Step 2. Aur Ab Aap Apni Profile Picture ke Upar Bane cog
icon yani Teen Bindi wale Icon par Tab kare.
Step 3. Ab Account Par Tab kare aur usme Change Passworld ka
Option chune.
Step 4. Ab Yaha Apna Old Password Enter kare.
Aur Enter Your New Password ki jagha Naya
Password Dale aur Conferm Password ki jagah Duwara Password Enter kare.
Aur Ab SAVE
karde. Lijiye ho gaya Aapke LinkedIn Account Ka Password Change.
Pc or Laptop Se LinkedIn ka Password change kaise kare
Step 1. Sabse Pehle LinkedIn.com Account Ko Pc or Laptop Me Log
In kare.
Step 2. Aur Ab Apni Profile Picture Par Cursor le jaye aur
Waha ek List Show hogi.
Step 5. Ab yaha Old Password dale aur uske baad New Password
dale aur Conferm Password ki jagah Duwara Paasword Dale
LinkedIn Account Me Tow-step verification Add kaise kare.
Step 1. Pc or Laptop me Browser ko Open kare Aur
LinkedIn.com Account par Log in kare.
Step 2. Apne Mouse Cursor ko Profile Picture ke Upar le jaye
Tabhi ek colum open hoga. usme Privacy & Setting ke Aage Manage par Click
kare.
Step 3 .List me se Phone Number par click kare. Aur Country
select kare aur Apne Phone Number ko Dale uske baad Password Mangega Password Dalne ke Baad Ek code send
ho jayega phir Aap us code ko dale aur
verify kare.
Step 4. Ab Privacy Par
click kare aur Scroll kare
Step 5. Yaha Turn On Par click kare Phone Number Dale aur
phir yaha Password dalna hoga. Aur phir ye Activate ho jayega.
Friends Kaisi Lagi upar batayi gayi ye LinkedIn Account ka
Password Change aur Tow-step verification Add kaise kare post comment me jarur
bataye aur Apne Dosto se Share kare. Zyada se Zyada Share kare.
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.