Top 10 Best Web Browser ki Shortcut Keys in Hindi, Jaante Hai Kya Aap
Computer ya Laptop Par agar aap Internet Use karte hain to aapko pata hi hoga
ki agar aap internet use karna agar aasan ho jaye to maza hi aajaye .
To Aaj hum baat kar rahe Intenet use (Chalate ) waqt agar hume thodi asani ho jaye to kiya baat ho Agar aapko kuch Shortcut keys maloom hongi to aapko pata hi
hoga ki aap kitni Speed se Apne Pc ko Use (Chalate) karte honge .
hoga ki aap kitni Speed se Apne Pc ko Use (Chalate) karte honge .
Shortcut key ki madad se
Computer/Laptop par Speed se kam kiya ja sakta hai .
To Chaliye aaj hum jante Web Browser ki kuch Shortcut Keys ke
bare me .
Jisse aap fatafat
Speed se kam kar sakte hain.
Read Must: Gmail Account Me Delete huyi Mail ko Recover Kaise kare
Read Must: Gmail Account Me Delete huyi Mail ko Recover Kaise kare
Top 10 Web Browser ki Behtreen Kargar Shortcut keys Jarur jaane
1.
Ctrl+Shift+T
se aap galti close huye Tab ko dubara khol sakte hain.
2.
Ctrl+W
se us Tab par jakar iss key band kar sakte hain.
3.
Ctrl+Shift+w se Open Browser ko Close kar sakte
hain.
4.
Ctrl+Tab
se Broser me ek Tab se Doosre Tab par ja sakte hai.
5.
Ctrl+T
se Browser me New Tab Open karein.
6.
Alt+Tab
se ek Window se doosre Window me jane ke liye use kar sakte hain.
7.
F5
se Browser me Refresh kar sakte hain.
8.
Ctrl+F5
se Page ko Refresh karne ke sath sath Cache ko bhi Clear kar sakte hai.
9.
Ctrl+ F4
se ek sath sabhi window ko Close kar sakte hain.
10. Esc se kisi Item se bahar aane ke liye Esc ka use kar sakte hain.
10. Esc se kisi Item se bahar aane ke liye Esc ka use kar sakte hain.
Agar aap in shrtcut keys ko use karte hain to uske baad dekhen aapke
use karne ki kitni Speed badti hai is baat andaja to aapko khuud ;lag hi jayega .
aur aap ek Smart User ban sakte hai kyoki aapka use karne ka andaz kuch alag hi hoga.
Yeh bhi Padhe :
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.