Android Smartphone Me Screenshot kaise le [short+keys]
Aaj iss post
me hum baat karenge ki apne smartphone se screenshot kaise le.
Aaj mai aap
logo ke liye ek aisi trick lekar aaya hoo jiski madad se aap apne phone ki
screen ka screenshot asani se le sakte hai. aur usko aap kahi bhi jaise whatsapp,
facebook jaha aap chahe share kar sakte ho.
Read Must: Android Smartphone me Internal Storage Free kaise kare
Read Must: Android Smartphone me Internal Storage Free kaise kare
Apne
Smertphone me Screenshot kaise le [Short key se] Chutkiyo me
Aksar aap
logo ko apne smartphone me screenshot lene ki jaruart padh jati hai. chahe wo
apka koi sa bhi kam ho jaise net se aap kuch dekh rahe hai lekin usko Download
nahi kar sakte to screenshot asani le sakte ho ya koi image ya khuch bhi huya
uska screenshot aap asani le kar kahi bhi image ka ek roop dekar usko bhej
sakte ho.
To jaante ki
aap kaise apne smartphone se screenshot asani le sakte hai.
- Kaise ke Touch free selfie smartphone se
- Android smartphone le Delete huye Contact Recover kaise kare
1 . Android
Smartphone me Screenshot kaise le
Ye bahut hi
simple ways (tareeka) hai smartphone me screenshot lene ka Smartphone oprating
system Android 4.0 ya uske baad ke version me iss ways (tareeke) se screenshot
le sakte hai.
Power
key+Volume Down key ek sath Press kare. Aur aapka screenshot tayar. Isko aap
apne Gallery/File manager me jakar Screenshot naam ke folder me dekha sakte ho.
2 . Windows
Phone me Screenshot kaise le
Windows
Phone 8.1
Window 8.1
me screenshot lene ke liye sabse pehle
Power
Button+Volume Up key ek sath press kare aur apka sacreenshot atomatic khud va
khud apke Gallery/File me Screenshot naam ke folder
Me save ho
jayega.
Windows
Phone 8
Windows phone
8 me screenshot lene ka tareeka ye hai ki apko Start Button par click kare aur
jaise hi wondow ka logo dikhayi de turant Power key press kare.
3 . Apple
iPhone me Screeshot kaise le
Apple iphone
me screenshot lene ke liye sabse pehle
Home
Button+Sleep/Wake button ko ek sath press kare jaiese hi aap aisa karnge to
apko camera shutter sound ki tone sunayi dekhi jisse ye confirm ho jayega ki
humara screenshot completely ho chukka hai.
4 . Samsung
Galaxy Smartphone me Screenshot kaise le
Smasung
Galaxy smartphone me screenshot lene ke liye
Volume
Down+Power key ko ek sath press karne se apke Samsung Galaxy smartphone me
screenshot asani liya ja sakta hai aur kuch Samsung smartphone me Power
Button+Home key ko ek sath press karne se bhi screenshot liya ja sakta hai.
Aur isko
dekhne ke liye bhi wahi same process hogi jo upper bataye gaye tareeke me hai.
5.
Blackberry me Screenshot kaise le
Blackberry
me screenshot lene ke liye apko isme
Volume
Up+Volume Down keys ko ek sath press karna hoga. aur uske baad apko shutter sound
ki awaz sunayi degi jisse apko pata chal jayega ki apka screenshot ready ho chukka
hai
Isko dekhne
ke liye apne Blackeberry Device ke File manager me jakar Camera Folder ko open
kare aur latest image ko show kare apka screenshot apke samne hoga.
Note: ye
tareeka (ways) sirf Blackberry smartphone Oprating ya latest OS version
Blackberry OS ya iske baad ke OS version par hi kam karega.
Isme version
me Blackberry Q5, Q10, Z3, Z10, Z30, Blackberry Passport, etc model shamil hai
jisme ye ways (tareeka) kam karega.
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.