Gmail Account Me Delete Huyi Mail Ko Recover Kaise Kare
Hello
Friends,
Aaj hum baat
karenge ki Gmail me apni Delete huyi mail ko duwara apne inbox me kaise pa
sakte hai yani Delete huyi Mail ko Recover ko kaise kare.
Kabhi kabhi
aisa hota hai ki humse dhokhe me ya kisi karanvsh humare kaam ki Mail Delete ho
jati hai aur baad me uski hume jarurat padti hai to aise me hum kya kare yahi
sochne lagte hai.
Lekin ab
chinta karne ki koi baat aaj mai apke liye aisi jankari lekar aay ki aap apni
Delete huyi mail ko asani se Recover kar sakte hai.
Gmail
Account se Delete Huyi Mail ko Recover kare or How to Recover Deleted Mail in
Gmail
Gmail
Account se hum apne Delete huyi mail ko asani se Recover kar sakte hai iske
liye niche diye gaye step dhyan se follow kare.
1 . Apne Gmail Account me Sign in kare.
2 . Menu Bar
me upar search bar me in:trash likhkar search kare.
3 . Trash
folder me Delete huyi mail dikhyi dene lagegi.
4. fir jis
mail ko apko Recover karna hai uss par Tik karke Move folder par click kare fir
usme kayi option khulenge jis folder me me aapko Move karna hai jaise Inbox to
uspar click kar de aapki mail Inbox me Move ho jayegi.
Trash Folder
ko Left Panel Par Set Kaise kare
Agar aap
apne Gmail Accoun me Trash Folder ko Left Panel Par set karna chahte hai to
niche diye in step ko Follow kare
1 . Apne
Gmail Account ki Right side me upar Setting icon par click kare.
2 . Setting
me jaane ke baad Labels ko select kare.
3 . Labels
ko select karne ke baad Trash ko dekhkar uske samne Show par click karke Enable
karde.
Trash ka
folder Aapke Left Panel Par Show hone lagega.
Kaisi lagi
aapko ye post agar aapo ye post pasand ya iss help se thodi sib hi Help mili ho
to Heart icon par click karke Share jarur kare.
Also Read This..........................................................................
Also Read This..........................................................................
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.