Apne Computer/Laptop Ko Time Lagakar Shutdown kaise kare Behtreen Tips

Hey Friends,
Aaj mai aapko iss post me batane ja raha hoo ki kaise aap apne computer/laptop me time lagakar shutdown kar sakte hai.
To hum janege ki kaise apne pc me time lagakar usko shutdown kar sakte hai.
Computer/laptop ko time lagakar shutdown kaise kare www.ansariworld.com
Computer/Laptop ko Time Lagakar Shutdown kaise kare www.ansariworld.com


Make your Computer/Laptop Shutdown At Given Particular time or Laptop/PC me Time Lagakar Shutdown kare.


Apne pc ko time lagakar Shutdown karne ke liye ye step follow kare.

Step 1. Apne Computer/laptop ke Desktop screen par Right Click kare.
                   Aur “New” par jaye aur fir “shortcut” par click kare karde.
Step 2. Ab ek pop wndow open hogi.
Step 3. Usme Apko ye code type karna hai “Shutdown -s -t 60 ”
                  Iss code type karne ke baad next karde aur aapka laptop ya computer 60 second me                               shutdown ho jayega. Agar aap time badhan chahte hai to badha sakte hai bus aapko 60                        secon ke hisab se calculate karke 60 ki jagah par type karna hoga.

Note:  Aap isme minute ya hour type nahi kar sakte ismo aapko second ke hisab se hi type karna                   hoga. jaise niche diya hua hai.
               60 – 1 minute
               600- 10 minute
               3600- 1 hour
               7200- 2 hour
Isi hisab se ap calculation karke set karde. Aur fir apka computer/laptop apne aap hi set kiye huye time par shutdown ho jayega. Kaisi lagi aapko ye post agar acchi lagi ho share jarur kare.

  1. Smartphone ke contact Transfer kaise kare
  2. Android smartphone me screenshot kaise le
  3. Smartphoen ke Delete huye contact Recover kaise kare


Post A Comment
  • Blogger Comment using Blogger
  • Facebook Comment using Facebook
  • Disqus Comment using Disqus

No comments :

Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.