Pendrive aur External Hard drive ko Lock kaise kare, [Without any Software]
Hello Dosto,
Aaj Mai Aapko Bataunga ki aap apne Computer se External Disk aur Pendrive ya kisi bhi External Card ko aap Lock kar sakte hai.
Jee han Aaj Har vyakti (Person) ka Data uske kisi Pendrive ya External Card me hota hai.
aur usme wo apne gupt (Importent) Documents ko Pendrive ya ki External drive me rakhta hai.
aur agar kisi vajah se agar wo external drive kisi doosre ke hath lag jata hai. to wo apke importent Documents ke sath koi bhi duryupyog kar sakta hai.
Agar Aap Pendrive aur External Hard drive ko lock kaise kare trick ko Follow karte hai to Aapka Data Safe rah sakta hai.
To chaliye ab mai apko batata hoo ki apke External drive or Pendrive ko lock kaise karte hain.
Pendrive or External Hard Drive ko Lock kaise kare without any software
Aap apne Computer (PC) ki madad se Pendrive ya kisi bhi external Hard Drive, Memory Card, etc ko Lock kar sakte hai wo bhi bina kisi software ki madad ke.
Agar ap chahe to apne Computer (PC) ki kisi bhi Disk ko Lock kar sakte hain.
To ayiye jaante hain ki kaise hum apne disk ko Lock kar sakte hain.
BitLocker ki madad se kare lock
Aap apne kisi bhi Computer ki kisi bhi Disk ko Lock kar sakte hain bitlocker ki madad se
ye option har window me hota hai.
To chaliye mai apko step by step bata hoo ki aap kaise apni disk ko loack kar sakte ho.
1 . Sabse pehle My Computer ko open kare.
2 . Ab jis Disk ko Lock karna hai uspar Right click kare.
(Disk koi si bhi ho Chahe apke Computer (PC) ki ho ya memory card, extrenal etc.
3 . Turn on BitLocker ko pen kare.
4 . Ab ek Pop up window khulegi usme apko
use a password to unlock the drive par tik karna hoga.
Ab aap Type your password ke aage apna password dal sakte hai
5 . Password dalne ke baad Next Button par click kare.
6 . next karne ke baad fir ek pop up window khulegi
isme apko save the recovery key to a file ko ap apni kisi
doosri disk me isko Save kar sakte ho.
Ab apki Disk lock ho chuki hai. Agar aap chaho to kabhi bhi isko remove kar sakte ho.
Lock ko Remove karne ke liye Lock huyi Disk par jakar Mange BitLocker par Right click kare.
fir ek pop up window khulegi usme jakar aap Password ko Remove ya Change kar sakte ho.
koi problem ho to comment me pooch sakte ho.
Agar Aap Chahe to Video bhi dekh sakte hain.
Agar apko ye post pasand aayi ho to apne friends ko jarur Share kare.
Aur humari Latest Post ke liye humare Social Follow Button par jakar Follow jarur kare.
humare YOUTUBE channel bhi Subscribe kare.
Also Read...........................................................................................
Laptop ki iss Basic Setting ke baare me jaante aap

- Computer me lock kare kisi bhi folder ko without software
- Computer/Laptop ko Time lagakar shutdown Kaise kare behtreen tips

Labels
Computer
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.