1 Aisa Drone, Jaante kya Iske Bare me Aap
China ki EHang naam ki ek Company ne EHANG 184 naam ka Pehla ek
Drone banaya hai jo 1 person (viyakti) ko lekar
Ud sakta hai.
Ab Drone sirf nazar
rakhne ke alava mushkil halato me
madad karne
ke kam ayega jaise :- Baadh se pidit areao me jahan log baadh me phas jate aur kafi had tak madadgar saabit
hoga.
Aur ye ab logo ko khana(Food) pahuchane aur madad (Help) karne
ke alava aur bhi kuch karega jaise
Activate Bom ko Deactivate bhi karega
.
Mony.cnn ke anusar abhi tak jo Drone bane the wo alag- alag
ilako ki photo aur video aur ek jagah se doosri jagah tak chhota mota saman
bhejne me hi saksham hote the.
- Ye Bhi Dekhen : 1 Aisi Device Jo Ghav Ko Bharde Sirf 20 Second Me !
Lekin Ehang china ki company ne ek aisa Drone banya hai jo
ek insan ko lekar ud bhi sakta hai.
EHANG 184 Drone ke
Feature
1.helicopter jaise dikhne wale iss
Drone ka nam company ne EHang 184 rakha hai.
2. Iss Drone me 4 khane hai jisme 2-2
pankhe yani 8 pankhe lage huye hai.
3. Iss Drone ko company ne Media ke
samne 6 january ki sham ko pesh kiya gaya.
4. Ise udane ke liye bahut hi asan
banaya gaya hai.
5. Report ke anusar ko udane ke liye do
button diye jinke jarye Drone me baitha koi bhi Person (Viyakti) ise asani se
uda sakta hai.
6. Iss Drone me jo Battrey lagi hai wo
ek baar ke Charge karne me 23 minute iss Drone ko Continue uda sakti hai.
- Ye Bhi Dekhen: Wi-Fi se 100 Guna fast kaam karta hai Li-Fi !
Yeh Drone to poori tarah se udne ke liye tayar hai lekin
company ne bataya ki isko udane se pahle pehle sarkar se kayee tarah ke
Certificate aur permission leni hogi jiske baad hi iss Drone ko udaya ja sakega
.
Company ne Drone ke bare me media ko jankari di hai ki yeh
Drone 62 meel per hour
(prarti ghanta) ki speed se udan bhar sakega .
- Ye Bhi Dekhen : Apne Sathi Ko SMS Karien Naye Tareeke Se !
Itna hi nahi
yeh aam udani yantro ke barabr uchayee
par bhi ud sakega .
Company ke
anusar yeh 11,480 Feet ki uchayee tak ud payega.
- Ye Bhi Dekhen :
- Smartphone Laptop Se Charge Karein Naye Tareeke Se !
- 11 वर्षीय Modi ने बनाया Secure Password System, पासे का है कमाल !
- Call Aur SMS Record Rakhne ka Asan Tareeka !
- .
Labels
Technology
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.