Netflix On Deman Service ab India me Launch
America ki On-Demand live streaming Service Netflix ab India me bhi launch
ho
chuki hai .
Duniya ki sabse badi
On-Demand Video Streaming Service Netflix 7 january 2016 se India me
Shuru ho chuki hai .
Netflix ne India me 3 tarah ke Plan launch kye hain jinme
1.Basic 2. Standerd
aur 3.Premium bhi shamil hai.
Company ki taraf se Plan lene par pahle mahine (Month) tak
iski Service free di ja rahi hai.
Netflix ne teeno version ko Unlimited launch kiya hai .
Lekin Basic Subscraption waale plan me HD Videos ko aap nahi
chala payenge kyoki
Iss plan me ye service nahi di gayee hai.
Aur iske alva bhi Basic subcraption wale plan me sirf ek
baar me ek hi screen par hi dekha ja sakta hai.
Duniya me yeh Service kaha- kaha di gayee hai ?
Duniya ke 130 desho (Country) me iski Service uplabdh
karayee gaye hai.
Netflix ke SEO Read Hasting ne kaha hai ki Company 2016 ke
aakhir tak apni
Iss Service ko kayee desho (Country) me launch karke Global
ho jayegi.
In desho me India , Nigeria , Poland, Singapore , South koria , Turkey , Indonesia
Aur 130 desh hai jinme ye service uplavdh.
Company ka kahna hai ki yeh Duniya me 60 desho (Country) me
69 Million user ke saath duniya ki sabse badi Intenet TV Network hai.
Company ne pahle logo ko DVD Rate par dena shuru kiya tha .
India me Netflix ko sabhi tarah ki screen ke liye uplabhd
karaya gaya hai.
Iss Service ko TV par chalane ke liye aapko iske liye alag
se
Xbox 360 jaisa Device lagana hoga Doosre device jaise Laptop,Tablet, aur Smartphone par yeh sirf Intenet ke jariye
chalega .
Iske liye alag se kuch bhi lagane ki jarurat nahi padegi ye
sirf net se use kar payenge.
Netflix kiya hai ?
Netflix ek America ki company jo On-Demand Internet Service
uplavdh karati hai .
Is Service ko sabse jyada US me Use chalaya jata hai.
Iss Service ke liye user ko Mahine (Monthly Subcraption) Pay
karna padta hai.
Iske jariye user TV SHOWS, aur MOVIE dekhte hain. Netflix TV
Network aur Film Studios ke sath
Partnership karke logo tak Show dikhati hai.
Poori Duniaya iss Service ko chalane wale 69 Million se
jyada User hain.
Netflix ki Team
1. Neil Hunt
Chief
Product Officer
Read Hasting ke saath 25 saalo se kam kar rahe hain.
2.Andrian Cockcroft
Cloud
Director
Netflix ke system ko Run karte
hain.
3.Ted Sarabdos
Chief
Content Officer
Read
Hasting ke Point man Hollywood me.
4.Beau Willimon
Independet Screenwriter
Hous of
Cards Show Runner
Ye bhi Padhe :
Labels
New in
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.