Smartphone Me Folder/Files Hide Kaise Kare - How to hide folder or files on your Smartphone Without Any App
Hey Friends,
Mai phir
hazir hoo apka solution karne ke liye Apni ek nayi post aur jankari ke sath. Aaj hum iss
post me janege ki apne Android Smartphone me Folder/files ko hide kaise karte
hai. How to hide folder/files on your android smartphone. Android ke Millions
se zyada user hai jo Android plateform use karte hai. aur aapko apni privacy ke
liye aapko apne Android smartphone me Folder ya Files ko Hide karne ki jarurat
padhti hogi. To aaj mai issi topic ko lekar hazir hua hoo.
Isme hum
janege smartphone me folder/files ko hide kaise kare.
How to hide Files/Folder
Android Smartphone Without Any App.
Read Must: Smartphone ki screen tootne par laptop se use kaise kare
Read Must: Smartphone ki screen tootne par laptop se use kaise kare
Android Smartphone
Ke Folder/Files ko Hide Kaise Kare Without Any App
Iss post me
hum janege ki apne smartphone ke files aur folder ko Hide kaise karte hai to
ayiye jaante hai ki kaise hum apne folder/files ko hide kaise kar sakte hai. in
simple step ko follow kare.
1 .
Folder/files ko hide Karne ke liye sabse pehle File Manager me jaye.
2 . Ab aapko
jo folder ya files hide karna hai us par jaye.
3 . hum yaha
Cmaera ka DCIM Ko chun lete hai.
4 . Ab DCIM
dabaye rakhe
5 . Rename
ka option chune.
6 . Aur
folder DCIM ke aage DOT lagakar “.”
Save kar de aapka folder Hide ho jayega.
Fir aap apni Gallery me check kar
sakte hai wo files ya folder hide ho chukka hai ya nahi.
Note: Ek
baat ka dhyan rakhe PC me hide kiya hua
folder/files show hota hai.
Hide huyi Files/folder ko duwara dekhn ke liye kay kare ?
Hide ki huyi
files ko dekhne ke liye File Manager me jakar Setting me jakar Show hidden
files par tik karde fir Dot lage huye folder/files show hone lagegi aur usko
Rename karke Dot hata de.
How to show hide files with this screenshot www.ansariworld.com |
Iss ways se
aap koi si bhi files ko hide kar sakte hai.
Kaisi lagi Android smartphone me folder/files ko hide
kaise kare ye post aapko comment me jarur bataye aur share karna na bhoole
Dosto.
Thanks for
Read this Post.
Badhiya Tips
ReplyDeleteThanks for visit www.ansariworld.com
ReplyDeleteand Read this post
nice
ReplyDelete@Usman ji
DeleteThanks For Visit Ansariworld