Computer ya Laptop Me Pattern Lock Kaise Lagaye [XUS PC Lock Software ki Madad Se]
Dosto aaj Aap logo ke beech ek aisi trick lekar aaya jisko sun kar aap ko zyada nahi to thoda bahut to jhatka jarur lagega.
Aapne abhi tak apne smartphone me Pattern lock ka use kiya
hoga lekin aaj mai yaha apko aapke PC ya Computer par Pattern Lock lagan ek bare
me batan eja raha hoo jiski madad se aap apne PC me Pattern lock ka use kar
payenge. To Chaliye lagate hai apne PC
me Pattern Lock.
Read Must: Computer ya Laptop Ki Kisi Bhi Disk or Drive Ko Hide Kaise kare
Read Must: Computer ya Laptop Ki Kisi Bhi Disk or Drive Ko Hide Kaise kare
Computer me Pattern Lock Aise Lagaye
1 . Sbase pehle Aapko ye XUS PC Lock naam ka Software
Downalod karna hoga.
2. aur Iss Software ko Install kare. Install karne ke baad.
3 .XUS PC LOCK ko Open Kare . Open karne ke baad apko isme
Pattern Dalne ke liye kahega.
To isme aapko Niche
Right Side me 3 Squar dikhnge. Unme shayad apko Z ka pattern dal de aur apka
Pc Unlock ho
jayega.
Aur aapse Register karne ke liye kaha jayega.
Register karne ke liye Code
BRD-IKKS4V-7X29Q3YDAAB6VB735BA
Iss Code ko copy karke Register kare.
4. aap iss Pattern ko Change bhi kar sakte hai. Change karne
ke liye Battery wale icon ke barabar me jaha Kuch software ke icon aate hai waha par click kare. Aur fir uske bad XUS PC Lock software ke icon par
Right Click kare. Iske
baad isme bahut sare option aa jayege. Isme apko Pattern Change karne ke liye kaha jayega.
Un sare option ki
list me se apko Configure ka option chunna hoga. ya isko aap Direct Shortcut
key ka bhi istemal kar sakte hai. Window + C shortcut key se aap isko deirect
access kar sakte hai.
Fir ek Popup window khulegi usme apko purana Pattern Dalna
hoga. jo shayad Z hoga.
Aur iske baad sare
step ko follow karne ka baad apka Pattern Change ho jayega.
2 Baar galat Pattern dalne se ye Warning dene lagega.
Aur ye warning ki awaz bhi karega.
Aur isme 1 minute ka time bhi ayega.
Aur isme 1 minute ka time bhi ayega.
Kaisi lagi apko ye jankari. Agar apko ye jankari acchi lagi
ho to apne Dosto ko jarur Share kare aur humare Social Follow Button par Click
karke Follow jarur kare.
Also Read...........................................................................................
Also Read...........................................................................................
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.