Instagram Account Delete Kaise kare - How to Delete Instagram Account in Hindi
Hey Reader,
Instagram Ek Bahut Popular Photo Sharing Service hai.
Instagram bhi Facebook ki hai isko bhi Facebook ne banaya hai. Instagram par
hum Photo share kar sakte hai. Lekin Aaj meri Post hai ki Instagram Account
Delete kaise kare-How to Delete Instagram Account.
Dosto Agar Aap kisi Vajah se Apne Instagram Account ko Delete
karna Chahte hai to iss Post ki Madad se Aasani se Kar sakte hai.
Yaha Aaj mai Aapko Instagram Account Delete karne ke liye
Step By Step Bataunga.
Note: Instagram Account Delete Karne ke saath Aapke Saare
Photo,Chat etc sara Data Instagram Account se Permanently Delete Ho Jayega
jisko Aap Dowara Kabhi Recover nahi Kar sakte. To Instagram Account ko Jabhi
Delete kare jab Doosra Account Banana ho ya bilkul khatm karna ho wo Aapki
Marzi hai jaisa Aap Chahe.
Read Must: Gmail Account Ka Password Recover Kaise kare
Instagram Account Delete Kaise Karte hai-How to Delete Insta Account
Instagram Account Delete Karne ka Bahut hi Asan Tatreeka hai jisko Follow kar Aap Apne Instagram Account ko Easly Delete Kar sakte hai. Instagram Account ko Delete Karne ke liye Step By Ste Dekhe.
Step 1. Sabse Pehle Instagram Account me Log in
Kare Aur Edit Profile Par Jaye
Step 2. Ab Sabse Niche Submit Ke Barabar me ‘Temporarily disable my account’ Click kare.
Step 3. Temporarily Disable Your Account
me Jaane ke baad Why Are Disable your account me se
Reason Select kare ki Aap kyo Apna Instagram Account
Delete karna Chahate hai. Yaha Mai ‘Want to remove
something’ ko chun leta hoo.
Reason Select kare ki Aap kyo Apna Instagram Account
Delete karna Chahate hai. Yaha Mai ‘Want to remove
something’ ko chun leta hoo.
Step 4. Want to remove something ko select
karne ke baad Duwara Password Dalne ko Kahega
yaha Apne Account ka Password Re-enter kare aur
‘Temporarily Disable Account’ ke Button Par click kare,
niche Red Color ka Dikhayi de raha hoga.
yaha Apne Account ka Password Re-enter kare aur
‘Temporarily Disable Account’ ke Button Par click kare,
niche Red Color ka Dikhayi de raha hoga.
Your Instagram Account Permanetly Succesfully Deleted. Lijiye
Aapka Instagram Account Delete ho chukka hai.
Ab Aapke Instagram Account Ka All Data Delete ho chukka hai
Ab Aap isko Kabhi Bhi Recover nahi kar sakte.
Friends,
Kaisi Lagi Aapko ye humari Instagram Account Delete Kaise
kare-How to delete Instagram Account Ki Post
Agar Aapko Humari ye Post Pasand Aayi ho Apne Dosto se Share
Jarur kare. Aur Comment me hume Bataye.
Note: Agar Aapke Pass Humari Site se Related Koi Jankari hai to Humari Email ID moaziz90@yahoo.co Par hume Apni jankari ke Saath Apna Name aur Photo Mail kare hum Aapki Jankari ko Apni site par Aapke Name Aur
Photo ke Sath Publish karenge.
Photo ke Sath Publish karenge.
thanx
ReplyDeletenice post bro
ReplyDeleteI would like to thank you for the efforts you have made in writing this article. I am hoping the same best work from you in the future as well. In fact your creative writing abilities has inspired me to start my own BlogEngine blog now. Really the blogging is spreading its wings rapidly. Your write up is a fine example of it.Belastingadviseur utrecht
ReplyDeleteBhai mere me to option hi nahi aa raha hai jo tum bata rahe ho
ReplyDelete