Android Smartphone Me Recycle Bin Install kaise Kare

Friends,
Aaj mai aapke Android Smartphoen ke liye lekar aaya Hoo Ek Bahut hi Badiya App jiski Shayad aapko Bahut Jarurat Padhti ho. Jee Haan Dosto Aaj mai Aapke Android Smartphone me Computer Ki Tarah Recycle Bin Lekar aay jiski madad se Aapke Smartphone ki Galti se Delete Huyi Filse Ko Aap Duwara Restore kar sakte hai. Aapne Dekha hoga ki Computer me Recycle Bin hota Agar hum koi bhi Files Delete Karte hai To wo Pehle Recycle Bin Me Pahuchti hai. aur Agar hum chahe to usko Duwara Restore bhi kar lete hai. Ab hum Aisa hi Apne Android Smartphone me Bhi Kar sakte. To Dosto Jante hai kaise.


Smartphoen-me-recycle-bin-install-kaise-kare ansariworld.com

Smartphone Me Recycle Bin Use Kare

Sabse Pehle Aapko Apne Smartphone Dumpster Nam ka Ek App Download karna hoga.
Dumpster App ko Yaha se Download kar sakte hai.
Dumpster App ko Download Karne ke baad Apne Smartphone me isko Install kare.
Install karne ke baad Dumpster Bilkul Ready hai. Ab Agar aapke Android Smartphone me Galti se kuch Delete hota hai to Aap Sidhe Dumpster me Jakar Apni Delete huyi Files ko Bahut Asani se Restore kare sakte hai.
Dosto,
Kaisi lagi ye Post Aapko  Comment me jarur bataye.
 Agar koi Problem Aaye to Comment me Bataye hume Aapki Help karne me Khushi hogi.
Aur Iss Post ko Apne Dosto Share jarur kare Follow kare Humare Social Follow Button par Aur Email Newsletter par bhi Subcribe kare.

Thanks For visit Ansariworld

                             WhtasApp me New Contact Not Showing Problem ko door kaise kare
Post A Comment
  • Blogger Comment using Blogger
  • Facebook Comment using Facebook
  • Disqus Comment using Disqus

No comments :

Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.