Android Smartphone Me Intrenal Storage Free Kaise kare
Dosto,
Aaj hum jaanege ki Apne Smartphone ke Phone Storage ko Free
kaise kare. Dosto aaj har Mobile user ke pass Smartphone hai. Akasr Aapne bhi
dekha hoga ki kayi logo ki Phone Storage Yani Internal Storage (Memory) full ho
jati ki jiski bajah se Mobile bahut lait kaam karne lagta hai. to friends jab
aapka phone lait kam karta hoga to kitna bura lagta hoga. to issi problem ko
door karne ke liye mai ye Post aap logo ke beech lekar Aaya hoo. Dosto chaliye Dekhte hai Smartphone ke Internal Storage ko Free kaise
kare.
Smartphone Me Internal Storage Ko Free Kaise Rakhe
Dosto Smartphone ki Phone Storage Ko zyada use nahi karna
chahiye usko humesha free rakhna chahiye iss aapke Smartphone ki speed aur
Chalane me maza aata rahega koi bhi Problem nahi hogi jaise Jab Phone Storage
Full ya zayada Data store ho jata hai to Smartphone Bahut dheere kam karne
lagta App lait open hoi hai bagaira- bagaira. Dosto jaante hai Android
Smartphone Storage Space Free kaise
karte hai.
Check Storage Space
Kuch karne se pehle aap apne Phone ka Internal Strage Check
kare agar aapke Anroid Smartphone Ki
Internal Memory ya Internal Storage Full hone wala hai ya ho chukka hai.
Internal Storage Check karne ke Apne Phone ke Menu me jaye
Setting>>Storage Tab kare. Yaha aapko Apke Phone ki Internal Storage
Space ki jankari mil jayegi.
Uninstall Apps
Jee han Uninstall App jin Apps ko aap use nahi karte ya jin
App ki aapko koi jarurat nahi padhti hai unko jald se jald Apne phone se nikal
de yani Uninstall kar de. Koyki ye faltu ke App aapke phone ki Storage ko ghere
rahte hai aur aise App jinko aap shayad kabhi use hi na karte ho wo App aapke
phone me Install hote hai agar aap Aise App ko dhund kar agar Uninstall karte
hai to Aapke Phone Storage ka Space khali ho jayega aur Mobile bhi free ho
jayega.To Dosto jin App ko Aap kabhi yak am use karte hai to Uninstall karne me
hi bhalayi hai.
Uninstall Karne ke liye Setting>>Application Manager
Aur yaha Aapko sare App deikhyi dene lagenge Ab in Apps me se jo Aap Faltu App
lage uss Tab kare aur Unintall Button par Tab kare Aapka App Uninstall ho
jayega.
Clear App Cache
Apps Unnstall karne ke sath- sath Clear Cache ka bhi dhyan
rakhe Clear Cache ko bhi Clear karte rahe.
Cahe Clear karne ke liye Settings>>Application
Manager kisi bhi App par Tab kare yaha
Aapko Clear Cache ka option dikhega.
MicroSD Card ka Use kare
Apne Smartphoe Data Storage karne ke liye jaise Music,
Videos,Movies, etc kuch bhi Phone ke
Storage yani Internal Storage me Store na kare. Agar aapko ye sara Data dalna
hai to Zyada Capicity Wale MicroSD Card ka Use kare. Kyonki Aisa karne se Aapke
Phone ka Intarenal Storage Bilkul Free Rahega. Aur Apke Phone ki Performance Bahut Acchi hogi jisko use karne
me maza ayega.
Lekin Kuch logo ko maine dekha hai ki MircoSD Card hone ke
bawajud bhi log Apne Phone ke Internal
Storage me Data Store kar lete hai aur jab ki unke Phone MicroSD Card laga hota hai. Lekin Aap Aisa
Bilkul na kare.
Dosto Kaisi Lagi ye Post Comment me Jarur Bataye. Aur Apne Dosto ko Share kare Facebook Twitter Google+ Par aur Humare Social Follow Button par Follow jrur kare.
Yeh Bhi Padhe: 5 ways: smartphone ki speed kaise badhaye
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.