Smartphone Se Document Scan Kaise kare
Dosto,
Aaj mai Aapke liye Lekar Aya hoo Smartphone se Document Scan karne ka Traeeka. Jee ha
Microsoft
Office Lens Ek Aisa App Hai jisse aap apne smartphone se kisi Documents ko Scan
kar usko Microsoft Office Files jaise Ms word, Power point etc me save kar
sakte ho. To jaante hai Micosoft Office Lens App ke dwara Smartphoen se
Documents Scan kaise kare or
How to Scan
Documents with your Smartphone.
Microsoft’s
Offce Lens App se kare Documents Scan with your Smartphone
Ab aap apne
smartphone se hi kisi bhi Documents, Bussines Card, Bills, Receipts, aur Poster
ko scan kar usko MS Office ki Word, PowerPoints, Aur OneNote Version jaisi
files me Save kar sakte ho.
Download MicrosoftOffice lens for Android Play Store se.
Download
Microsoft Office lens Window Phone ke liye.
Downlaod
Microsoft Office lens for iOS from the App Store.
Microsoft
Office lens se Document Scan kaise kare.
Microsoft
Office lens App ka interface bahut hi simple aur esay hai.
Simple iss app ko Open kare aur Scanner icon par Tap kare aur simply Scan Mode Enable ho jayega. Uske
baad Documents, Bussines Card, Poster ya jo aapko scan karna ho usko ko center
me Rakh kar Camera Button par Tap kare aur Apka Documents Scan ho jayega.
Aur
ye App Landscape Mode aur Portrait Mode yani Kahde aur Tirche dono me kam karta
hai Document Scan karke Save karde.
MS Office Lens Scaning ways |
Aap apni
Scan ki huyi Files ko Digital formats jaise DOCX (Word), PPTX (PowerPoint) or
PDF me Save kar sakte hai.
To Dosto Kaisi Lagi ye Post Agar Aapko ye post pasand ya kuch Thodi bahut bhi help mili ho to Share jarur kare aur apne Dosto ko bhi bataye aur humare Latest Post ki update pane ke liye Humare Social Follow Button Par Clcik kareke Follow jarur kare.
Also Read............................................................................................
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.