India Me Launch Hua N-Gage Messaging App,Mobile Aur Pc Dono Par Use Kar Sakte Hain
N-Gage Messaging App ne apni service ko ab india me bhi launch
kar diya hai.
N-Gage naam ke iss app se doosre messaging apps par bhi message
kiye ja sakte hain.
Iss Messaging app ki
sabse badi khaas bat ye hai ki Iss App se user Whatsapp aur Viber jaise kayee Apps
par apne content jaise Text,Image aur Video Share kar sakte hain.
N-Gage ke CEO Ajit Patel ne bataya ke Iss app ko banane me
unhe poore 2 saal ka time laga. Aur hum ye sunishchit karte hain ke users ko
kayi behtreen features mile. Aur sath hi user ki security bhi bani rahe.
N-Gage ko PC Par use karaya gaya taki jo log phone par use
nahi kar sakte wo
PC par iska use karke labh utha sakte hain.
Messaging Apps me Whatsapp india me Top par hai lekin pichle
kuch saalo se
Hike,Viber aur Line jaise apps ke user tezi se bade hain. Lagatar
badte smartphone users ki bajah se aisa ho paya hai.
Aur isse aap kuch time tak dikhne wale message bhi send kar
sakte hain.
Aur Iss app se message doosre messaging apps ke sath bhi
share kiye ja sakte hain.
Lekin samne wala answer tabhi de payega jab uske pass
N-Gage app hoga.
N-Gage aap yaha se Download kar sakte hain.
Android : Download
Apple iTune : Download
Pc : Downlaod
Labels
Apps
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.