1 Browser Me 2 Account Sign in Kaise Kare {Gmail,Yahoo.Outlook etc}
Hey Reader,
Aaj mai Apko ek aisi Trick batane jar aha hoo. Jisko Follow karne ke baad Aap apne Ek hi Browser me 2 Account Sign in Kar sakte ho.
Chahe wo Account koi sa bhi hua jaise Gmail Account,Yahoo
Account, Outlook Account ya fir jaise
maine dekha ki lpogo ka Facebook Account
bhi Double Hota hai. to Wo chahe apne dono Accounts ko apne ek hi Browser me
Access (Sign in ) Kar sakte hai.
Aaj ke iss Internet ke yug me mere hisab se Chrome Browser, Mozilla
FireFox Browser aur Internet Explorer ka zyada Use karte hai. Shayad Aap bhi
inme se kisi ek Ko Use karte honge.
To chaliye hum dekhte hai ki kaise 1 hi Browser me 2 Account
Sign In kaise karte hai.
Read Must: Top 10 Best Web Browser ki Shortcut keys, Jaante hai kya Aap
Read Must: Top 10 Best Web Browser ki Shortcut keys, Jaante hai kya Aap
How to Use 2 Account in 1 Browser
1 .Chrome Browser me 2 Account Sign in kaise kare.
Sabse pehle Chrome Browser ko Open kare aur agar apka pehla
account normal window me sign in hai jisme Aap daily Apna Account use karte
hai. to usko baise hi rahne de ab agar apko doosra Account Sign in Karne ki
jarurat padti hai to Apko Chrome Browser Open karne ke baad uske Main Menu me
jaye aur Right side me Close Button ke just niche Apko teen line dikhti hongi
unpar click kare aur list me se
{New Incognito Window}
Ko click karke Open kare. Ya Agar aap chahe to iss wndow
ko Ctrl+Shift+N Shortcut key ka istemal
karke bhi Open kar sakte ho. Aur fir Account ko Sign in karke Apne ek hi
Browser me Do Account Ka maza ek le sakte ho.
2 .Mozilla Firefox me 2 Account kaise Access Kare.
Iske liye aapko Mozilla open karna hoga. aur Mozilla open
karne ke baad apko Mozilla Browser ke Menu me jakar New Private Windo ko Open
karna hoga.
Mozilla Firefox>>Menu>>New Private Window.
Ya Aap Ctrl+Shift+P Shortcut Key ka Istemal karke bhi Open
kar sakte hai.
Aur iss New Private Window Open karne ke baad aap isme bhi
Apne doosre Account ko Sign in kar sakte hai.
3 .Internet Explorer me 2 Account kaise Sign in kare
Explorer me do Account Use karne ke liye Sabse pehle
Internet Explorer ko Open kare.
Internet Explorer open karne ke baad Explorer Browser ki
Setting me jaye.
Aur iske baad Safety Option par jaye.
In Private Browsng ke Option ko chune aur isme bhi aap
doosra Account sign karke Chala sakte ho.
Aur 2 Account ka maza ek sath le sakte ho.
ye post apko kaisi commnet me jarur bataye.Aur apne dosto ko bhi zyada se zyada Share kare aur humari New Update
ke liye humare Social Follow Button par click karke Follow kar sakte aur agar aap chahe to Email News Letter
se Email se bhi Follow kar sakte humare Email Subscription par click karke
follo kare.
Also Read..............................................................................................
Also Read..............................................................................................
Labels
Internet
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.