Android Ke {Develpoer Option} Hidden Features Se Banaye Apne Smartphone Ko Aur Bhi [Smart]



Hey Reader,
Aaj Mai Aapke Liye Lekar Aaya hoo en nayi Jankari Aapke Android Smartphone ke liye.
Dosto Aaj mai Aapke Phone ke liye
Android Ke Developer option hidden features se banaye Apne Smartphone ko aur bhi Smart. To chaliye jaante hai ki kaise hum Apne Android smartphone ko aur bhi smart bana sakte hai.
Anroid ke kayi aise Hidden Features hai jo apko nahi pata honge.
Kyonki Company in Features ko lock karke rakhti hai.  Apke pass Android smartphone hai aur aap in sabhi features ko use karna chahte hain to ayiye jaane iske hidden features ke bare me.
Android Company ne Android samartpone me ek aisa Hidden feature  diya hai jiski madad se aap apne smartphone kayi nayi changing kar sakte hai.


Android-ke-developer-hidden-features-se-banye-apne-smartphone-ko-aur-bhi-smart  ansariworld.com

Android "Develpoer Option" ke Hidden Features jo chhupe hai aapki nazro se


Developers Option ko kare Activate

1 . Kaise kare “Developer option” ko Activate janiye yaha se

Sabse Pehle Apne Android Smart ke Menu Me jaye Aur Phir Setting>>About Device>> par click kare aur fir scroll karke niche aaye. Aur apko yaha “Build Number” Option par lagatar Tab karte jaye. 5-6 bar tab karne ke baad apko ek confermation massege milega.
Jisme likh hoga ki Aap Ab Developer hain.
Aisa karne ke baad Setting me ‘Develpoer option’  Add ho jayega. ‘Develpoer option’ par click karke apko yaha kayi Customize Option milenge jinki madad se aap apne smartphone me kayi Changing kar sakte hai.
2 . Background me Chalne wale Apps ko limit kaise kare.
Jee ha iss option ki madad se aap apne smartphone me background m echalne wale jo app hai unko aap limited kar sakte hai.
To aayiye jante hai kase kare in app ki limit ya (band)
‘Background Process limit’ ki madad se aap jitne chahe Background app ko chala sakte hai. ya aap chahe to inko band bhi kar sakte hai.



3 . System Animation ki Speed badhaye. 
Iss option ki madad se apko apne smartphone ki speed kuch badi huyi dikhegi.
Isme iske liye ‘Transition Animation Scale’ ‘Animator Scale’ ‘Window Animation Scale’ option deiye jiski madad se aap speed badha ya ghata sakte hai. inki speed 0.1X Default hoti hai. jisko kam karke 0.5X karne par apko apne smartphone me changing lagegi.

4 . Apne Phone ki Screen ko Rakhe humesha Active
Zyada baar Screen Touch karne se apka Mobile lock ho jata hai to setting se isko change kar sakte hai. aur lock ka time bhi badha sakte hai. iski zyada se zyada time ki limit 30 minaute hoti hai.agar apko 30 minute tak bina touch kiye phone ki screen ko on rakhna hai to apko yaha ‘Stay Awake’ option ko enable karna hoga.
                                                                                     
                                                                                   

App Cunjuption ko kare Monitor
Iss app ki madad se aap apne smartphone me ye pata laga sakte hai I kounse apps RAM ki zyada khapat karte hai. aur kisne phone ka kitna Data kharch kiya hai iski madad se apko ye bhi pata chalega ki kis app ko rakhna hai aur kisko Uninstall karna hai.

Dosto,
Kaise Lagi Apko humari ye Android ke [Developer option] hidden Features se banaye Apne Smartphone ko Aur Bhi Smart Post Agar Aapko Ye Post Acchi Lagi ho to Apne Dosto Ko Share jarur kare.
Aur Agar Humari Site Ansariworld Se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to hume moaziz90@yahoo.com Par Apne Article, Detail Aur Photo ke sath Mail kare. hum Aapki Jankari ko Apke Photo ke Saath Apni Site par Share karenge.
Thanks Reader.

Also Read...........................................................................................

Post A Comment
  • Blogger Comment using Blogger
  • Facebook Comment using Facebook
  • Disqus Comment using Disqus

4 comments :

  1. agar apko ye trick pasand aaye to comment me jarur bataye

    ReplyDelete
  2. Ansari Ji aap bahut acha Blog likhte hai . Aap Guest post karke bhi kama sakte hai- yahan Guest post karen- www.hindisehelp.com or jiten Gift Money or Bahut Kuch.

    ReplyDelete
  3. Thanks Raghav ji
    Mera Name Mo Aziz hai,
    Agli Post mai jarur Guest Post karunga.

    ReplyDelete
    Replies
    1. (hindisehelp@gmail.com) par mail karke aap mujhse contact kare. mai aapko achi oppertunity doonga Ansari sir. thank you

      Delete

Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.