Winows 10 Me MS Office Document Files Ko PDF Format Me Save Kaise kare
Dosto,
Aap aur hum
Pc Me Windows Use to use karte hi hai. chahe wo windows 7/8/10 ho koi sib hi ho.
Lekin zyadatar windows hi use karte hai. aur kuch log windows 10 ko bhi use
karte hai. Agar Aap ye Post Padh rahe hai to shayad aap bhi windows 10 hi use
karte honge. To chaliye aaj mai aapko bataunga ki windows 10 me MS Office files ko PDF Format me Save kaise
karte hai.
Also Read: Windows 10 Keyboard ki Sortcut keys
Also Read: Windows 10 Keyboard ki Sortcut keys
Windows 10
Me “Microsoft Print to PDF” Se PDF Files Save Kaise kare
Dosto,
Jaante hai ki windows 10 me PDF kaise banaye wo bhi bina kisi software ke. Windows
10 me ek Virtual printer nam se feature
diya hua hai jiski madad se Ms word ki files ko PDF files me save kar sakte
hai.
MS word ki
Files ko PDF Me save karne ke liye Step by Step Dhyan se dekhen.
Step 1. Ms Word>>Files>>Print>>
Print Dialog Box me List me “Microsoft Print to PDF” Dekhe aur OK kare.
Agar Aap
apni file ko (Landscape or Portrait) me save karna chahate hai to iski changing
karne ke liye Properties Button par click kare aur setting karne ke baad OK
karde.
Step 2. Ab
aapki File ko Save karne ke liye kaha jayega. Aap apni file ka location aur
Rename kar usko save kar sakte hai. Save karte hi Aapki file PDF me Format me
Save ho jayegi iske baad aap apni save huyi file ko PDF Reader me Access kar
sakte hai.
To Dosto
kaisi lagi ye post aapko. Apne Dosto ko bho shre kare.
Labels
Computer
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.