Gmail/Google Account Delete Kaise Kare [Behtreen Tips]
Aaj ke time me mere Khayal se jo bhi vyakti (Person) Internet ka use karta hai to Gmail bhi jarur use karta hoga. Aur aaj ke iss Smartphones ki Duniya me Gmail Account ki har Smartphone user ko Jarurat Padhti hai. To kayee log iss situation me kayi kayi Gmail Account Bana lete hai. Aur kabhi Gmail Account ko jarurat Padh hi jati to Agar aapko
Apne Gmail Account ko Delete karne jarurat padh rahi hai to Aap Aasani se Apne
Gmail Account ko Delete kar sakte hai iske liye niche diye gaye step ko dekhkar
follow kare aur Apka Gmail Account completely delete ho jayega.
Gmail Account ko
Delete Kaise kar sakte hai or How to Delete your Gmail Account Successfully.
Gmail or
Google Account Delete Kaise Kare
To Aaye Jante hai ki Gmail
Account ko Delete karne ke liye step by step follow kare.
1 . Sabse
pehle Apne Gmail Account ko Sign In kare.
2 . Gear
icon Par Click karke Setting par Click kare.
3 . Ab Account
and Import par Click kare.
4 . Other Google Account Setting par Click kare
4 . Other Google Account Setting par Click kare
5 . ye sab karne ke baad Account Preferences window me Delete your account or services par click kare.
6 . Delete
your Google Account and Data par click kare.
7 . Upar Sare step Follow karne ke baad Duwara fir Log in karne ko kahega to Duwara Password Dalkar Login kare.
8. Duwara se Log in karne ke baad niche diye hua image ki window khulegi jisme Aapko Tik karna hoga image me jaise diya hai thik waise hi aur Tik karne ke baad Delete Account Par Click karde.
Aur Thodi Der Wait kare Aapka Gmail Account Delete ho jayega.
Dosto kaisi lagi aapko ye post comment me jarur bataye. Aur Apne Dosto ko Jarur Share kare.
Aur humari Latest Post Pane ke liye Social Follow Button Par Click kare.
Aur Thodi Der Wait kare Aapka Gmail Account Delete ho jayega.
Dosto kaisi lagi aapko ye post comment me jarur bataye. Aur Apne Dosto ko Jarur Share kare.
Aur humari Latest Post Pane ke liye Social Follow Button Par Click kare.
Thank you for your post, I look for such article along time, today i find it finally. this post give me lots of advise it is very useful for me. delete gmail account
ReplyDelete@Aftabak
ReplyDeleteThanks for comment
and Continue Read my Post at Ansariworld.com
Password and privacy related issues baffle the Gmail followers. Troublesome email reception and departure, also there comes the attachment problem. The links attached refuse to open up. And many more drive the clients crazy and compel them to search for an immediate assistance.Gmail Support Service
ReplyDelete