Google Chrome Link ko Email Ke Dwara Send Kaise Kare
Hello Dosto,
Aaj hum baat kar rahe
hai Google Chrome Browser se Apne kisi bhi Link ko Email ke dwara send kaise
karte hai. jee ha dosto aaj hum aapko batayenge ki aap kaise asani se apne
Google Chrome Browser se apne kisi bhi Email Partner ko Chrome link send kar
sakte hai. To chaliye jaante hai kaise Email ke Dwara Google Chrome link ko
send karte hai.
Google Chrome Email Extension
Email This Page Google Chrome ka bahut hi behtreen Extension
hai jiski madad se aap Web page or URL ko asani se Email ke dwara Share kar
sakte hai. To Dosto iss Email This Page Extension ke Button ko Add kare. Google
Chrome ke Email This Page Extension ko yaha se Add kar sakte hai. isko Add
karne ke baad aapke Chrome Browser me jo Web page open hoga jab aap Eamail This
Page Button par Click karenge to usme Email Compose karne ka Window Open hoga
aur fir jis page par aap the uss page ka link bhi Add ho jayega aur jab Aap
apne kisi bhi Email Partner ka Email dal kar isko yaha se send kar sakte hai
Email This Page Extension Google Chrome me Add Kaise karte hai
Email This Page Extension ko Google Chrome Browser me Add
karna bahut hi aasan hai iske liye bus Email This Page Click kare aur isko
Download kar Install kare aur ye apke Chrome Browser ke Address Bar me Email
This Page Button Add ho jayega.
To Dosto kaisi lagi ye post aapko iss Chrome Extension ka use kar karke Apne kam ko Asan banaye aur Apne Dosto se bhi Share kare.
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.