Top 5 Translation Apps: Android Smartphone ke liyem
Aaj mai aapke kuch aise App lekar aya jinki madad se aap koi si bhi bahsa ko Translate asani se kar sakte ho wo bhi apne smartphone par aur bahut easly.
to baat karne wala kuch top transaltor App ki jisse aapko translation me asani hogi.
to chaliye dekhte hai ki wo koun koun se App hai jinkse aap Translate kar sakte hai.
Top 5 Translation App Android Smartphone ke liye. or use top 5 tranlate aap for your andorid smartphone.
Top 5 Translation Apps www.ansariworld.com |
Android Smartphone ke liye: Top 5 Transaltion App
1 . Translate Voice
Ye apps Voice translator voice ko sun kar usko translate
karta hai. Trnslate Voice App other voice translator se kafi better hai. isme
aap sentence ko bolkar translate kar sakte ho isko download karne ke liye yaha
click kare Download Translate Voic: Google Play Store.
2 . Free Translator - iTransalte
iTranslator me 90 Languge ka support diya hua isse aap 90
bhasao me translate kar sakte ho.aur ye bahut behtreen results aapke smane pesh
karta hai.
iTranslate bahut behtreen app isme aap typing aur text ko
copy karke Translate kar sakte ho.
Isko Donwload karne ke liye yaha click kare Download iTransalte
Best PONS individual words Dictionary isme translation ke
sath sath Dictionary bhi di huyi jiski madad se aap translation ke sath isme
Dictionary ka bhi maza le sakte hai. isme aap word ke meaning khoj sakte ho. Ye
app bahut hi helful hai isme dono kam ek sath ho jayenge.
PONS Online Dictionary ko aap yaha se Download kar sakte
hai.
Quick use: Language translator iski madad se aap fast translate
kar sakte ho bahut hi sasni se isme 2 function diye huye hai. jisme Typing aur
speaking dono hai. jinke jariye quikly translate kar sakte ho. Language
translator app rating high (4.4) hai. aur Google play store par ye app 1
million se zyada baar Download ho chuka hai.
Language Translator App ko yaha se Download kiya ja sakta
hai.
Microsoft Translator offline app iss app ki madad se aap translate
kar sakte hai ye to iske naam se hi
jahir hota hai. Microsoft Translator app
ka design bahut behtreen diya huya hai. jab aap isko open karte hai to isme 3
option diye huye hai. isme speak (bolkar) kar bhi translate kiya ja sakt hai.
aur keyboard ya dono tareeke se translate kar sakte ho. Aur teesra isme social
situation translator ka bhi icon diya hua hai. Aur iski ek kahsiyat hai wo ki ye Offline kam
karta hai. agar aapke pass Internet Data nahi hai tab bhi aap iska istemal translation
ke liye kar sakte hain. Ye App bahut hi useful hai. iska use jarur kare.
Microsoft Translator ko aap yaha se Download kar sakte ho.
6. Best Top All Rounder App: Google Translate
Google Translate app ek stander translator app isko to aap
jaante hi honge aur bahut popular bhi hai.
Iss app ko ab tak Google paly store se 100 Million baar
Download kiya ja chukka hai aur is Google Translator app ki Solid Rating 4.4
hai.
Google Translator aapko Camera se Translate karne ka feature
deta hai. jisse aap kisi bhi language me likha huya photo Capture kar ke asani
se Translate kar sakte ho.
Google Translate: ko Google Play Store se Download yaha se
kare
Kaise lage aapko ye Translation App comment me jarur bataye.
Aur humare latest post ko apne social network par pa sakte iske liye aapko
humare Social Follow Button par Follow karna hoga.
Thaks for Read this post and Visitt www.ansariworld.com
Labels
Apps
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.