Microsft Lumia 650 4G LTE Launch Window 10 ke sath, Jaane Kya Kya hai [Features]
Microsoft ab apna ek aur naya phone launch karne ja rahi hai.
Microsoft Lumia 650 4G LTE ke sath jo ab ek naye window 10 os system par kam karega .
Aur issbar Company ne apne iss Microsoft Lumia 650 phone ko bechne ke liye European Market ko chuna hai. Aur 18 February se iski Sale (Bikri) shuru ho jayegi.
MicroSoft la Rahi hai Lumia 650 4G LTE
Window 10 ke sath.
Ye Phone Black color aur white me uplabdh hai.
Aur window 10 support iss Microsoft Lumia 650 ki keemat $199 (lagbhag Rs.13500) hai.
Microsoft Lumia 650 4G LTE Features.
5 inch AMOLED Clear Black HD display ke sath
720x1280 pixel resolution.
Window 10
1.3GHz Quad-Core Qualcom Snapdragon 212 Processor
1 GB RAM
16 GB Internal Storage ke sath 200GB Expandable Micro SD Card.
8 MP Main Camera LED Flash ke sath.
5 MP Selfie Front Camera.
Connectivity 2G/3/4G LTE,ke sath Bluetooth v4.1, NFC, Wi- Fi 802.11b/g/n, Aur GPS ke sath A-GPS,
GLONASS.
Dual-Sim Support ke sath Powerd by 2,000mAh Battrey.
Lumia 650 Smartphone ka Weight (Wajan) 122 Gram hai.
Alos Read This................................................................................
- Smartphone ki Battery Backup Badhane ke 10 Tips & Trick
- Mobile Ka Data Delete hone par Recover kaise kare.
- Pendrive aur External Hard drive ko Lock kaise kare, [Without any Software]
Labels
Gadget
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.