Laptop ki Iss Basic Setting ke Bare Me Jaante Hai? kya Aap



Lptop use karte hai to iss setting ke baare me jarur jaante honge. agar nahi jaante hai to jarur dekhe aur iss ko apply kare. Apply karne ke baad fir fark dekhe.

Laptop me ye Basic setting karne ke bad apko apna PC use karna itna asan ho jayega. janiye iss Setting ke bare me.

Read Must: Computer Ki Disk or Drive ko Hide Kaise Kare [With cmd]

Laptop Power button and lid setting Kare ansariworld.com


Jab Aap Laptop Use karte time thodi der ke liye kisi doosre kam se jate ho aur Aap Laptop Shutdown na kar ke uski LID ko band kar dete ho.

Aur jab uss kam ko niptane ke baad ap bapas laptop ki LID ko Opne karte ho to apka Laptop SLEEP MODE ya Shutdown ho jata hai.

Lekin iss Setting ko karne ke bad ap jitni bar chahe apne Laptop ki LED ko Open Down kar sakte ho apka Laptop Band nahi hoga.

Choose What Closing the LID does


Power Button and lid Power setting ki detail ansariworld.com

1 . Choose What closing the LID does
      Ki Setting karne ke liye

1 . sabse pahle Laptop ki Battery ke Icon par Click kare

2 . More Power Option Chune

3 . Choose what closing the lid par click kare

4 . When I Press the power button ke age dono jagha Shutdown ko chune.
    Aisa karne se ap apne Laptop ko Direct Shutdown kar sakte hain.
    Direct Shutdown karne jarurat tab padhti hai jab Laptop Hang karne lagta hai. toBar Bar Battery         nikalne Se Accha hai ki Power Button se hi Direct Band kar diya jaye.

2 . When I close the lid



      Aur iss setting ko karne ke baad lid ko open down karne se apka Laptop Sleep Mode
      Ya Shutdown nahi hoga. aur apka kam asan ho jayega.

 1 . When I close the lid ke samne dono option me Do Nothing ko chune.
      Aur Save Changes Par click karke save karede.

      Kaisi lagi apko ye setting Comment me jarur bataye aur apne friends ko jarur share kare
      Humari latest post ke liye humare social Button par Follow kare.
      Hum apni agli Post me.
      Laptop ke baare me ek new jankari bahut jald share karenge.
Also Read ..........................................................................................................

Post A Comment
  • Blogger Comment using Blogger
  • Facebook Comment using Facebook
  • Disqus Comment using Disqus

2 comments :

  1. hi sir mere paas hp ka laptop hai usme mai win 7 install kiya hu lekin usme light kam ya jada nahi ho pa raha hai pahle win7 tha usme ho ja raha tha par formet karne ke baad nahi ho raha hai

    ReplyDelete
  2. Thanks for Comment !
    @Mukesh ji
    Aapke pass HP Ka Laptop h lekin usme chek karo ki Graphics kounsa hai Agar Aapke Lapi me Intel ka Graphics h to uske liye Aapko Apne HP Laptop ke Model ka Intel HD Graphic Internet se Download kar sakte hai.
    Aur Agar
    Apke Lapi me AMD hai to uske liye Aapko AMD Graphics ko Download kar install karna hoga tabhi Aap Brightness ko low high kar Payenge.
    Thanks Mr Mukesh !

    ReplyDelete

Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.