Whatsapp Crash Karta Hai Ye Messege Jaane Kaise,Aur Kaise Bachen
Whatsapp Account Crash karta hai ye Messege,Rahe Sabdhan
Jee han 1 Messege aisa hai jo aapke whatsapp account ko
crash bhi kar sakta hai to aapko whatsapp account me thodi sabdhani baratni
hogi ki jisse aapka whatsapp crash na ho sake.
Emogi ?
1 aise imogi messege ka pata chala jo aapke whtasapp account ko crash bhi kar sakta hain.
Whatsapp duniya ka sabse popular social messeging network app hai jo iska asar uva pidhi par sar
chadh kar bol raha hai .
whatsapp hai kya bidu ?
agar hai to aa jao karte hai whatsapp chating.
Whatsapp user ke dwara yeh chating time me without word
(bina shavdo ke ) use kiye hi apni
bhavnao ko vyakt kar sakta hai.
Lekin jab aapko ye pata chalega ki to aap hairan ho jayenge
aur uske lye aapko Thodi sabdhani baratna hogi.
To aaye jaante hai wo kiya aisi baat hai jisse aapko hairani
ho sakti hai.
Baigyaniko (Sciencetist) dwara ek aisi Emogi messege ke bare
me pata chala hai jo Apke whtasapp ko poori Tarah se crash (Nasht) kar sakta hai .
Jaante hai ye kaisa hota hai aur aapke account ko kaise
Crash kar sakta hai.
1 hi Messege me 6 hazar (Thousand) Imogi.
Apko ye jankar bahut hairani hogi ki whatsapp ko crash karne
wale iss messege me 6 thousand (hazar) se bhi jyada Emogi hote hain.
Isse bachne ke liye kya karein
Security Expert ke anusar : Messege Paane wale ko ye
sabdhani baratni hogi ki agar aapke pass koi bhi vyakti lag-bhag 6000 ya use jyada
ka messege chating karta hai to aapko turant poori chat Delete karni hogi . Aur tuarant aapko usko apne Account se Delete karna hoga.
Emogi kiske liye Helpful Hai.
Unhone bataya ki ye Emogi Messege un logo ke liye helpful (madadgar)
rahe sakti hai jinhone kisi ko galti se messege ya photo ko send kar diya hai ab
usko Delete karna hai. Messege bhejne ke baad Imogi messege ka istemal kar apne
bheje huye saman ko delete kar sakte hain.
Secure nahi ab Whatsapp Messeging
Security enalist Grahum klule ke Mutbik : ye koi Khatarnak Imogi nahi hai fir
bhi isse ye to sabit hota hai ki Whatsapp ke Developer Whatsapp Messeging ko
Secure karne ke liye kuch khas nahi kar rahe hain . iss imogi ko Dhoondne wale
Research Bhyuyan ka kahna ki Company ise apne Agle aane wale version me Fix kar
legi . Pichle saal May me Apple ke iOS me ek Emogi BUG paya gaya tha jo Messege Aate
hi Phone ko Crash kar deta tha .
To Sabhdhani baratna ab aapke haath me kahin aisa na ki aap
apne Whtsapp Account ke sath sath apna
Phone bhi kho de ye Emogi messege aapke whtasapp account ke sath sath apke
phone ko bhi Crash kar sakta hai .
Ye apne dosto ko bhi SHARE Kare taki unka bhi Account aur
Phone Crash hone bachaya ja sake.
Aur padhe : Whatsapp Par Ab Video Calling !
Yeh Bhi Dekhe : Video Call Karna Hua Aur Bhi Aasaan
Labels
Social Media
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.