Google Chrome La Raha Naya Version Jisse Hogi 25% Tezz Speed Se Searching
Google Chrome ko to jaante hi honge aur ho sakta hai ki
shayad chalate bhi ho kyonki aaj ke time me Google Chrome sabse accha browser hai
mere hisab se.
Google Chrome Apne naye virsion me ek aisa Brotli Algorithm naam se
version tayar kar raha hai jisse aap 25 % jyada Tezz speed se Searching kar payenge. Google Chrome Browser Doosre Browsers se Page Reading ke
mamle me Bahut Fast hai.
Aur ab company isko aur bhi jyada tezz banane ke liye isme
Brotli Algorithm Add kar rahi hai.
Yeh ek new Algorithm hai jo Content ko Compress karta hai. Google
ke Anusar iske baad Chrome Browser pehle se 25% tezz ho jayega .
Aur iska asar sirf un Web Page par hi padega jo HTTPS Protocol Use karte hain.
Google ke Engineer ILya Grigorik ne Google+ ke jariye bataya
: Ki Brotli ko Google ne pichle saal logo ke Samne laya gaya tha . Lekin ab ise
Web Users ke liye Chrome Browser le Next
Version me Pesh kiya jayega.
Iss Programme se Fayde.
1.
Web Chrome Browser ke Alava Android Smartphone
me bhi aap isko use kar payenge.
2.
Company ka kahne hai ki iss version me
Compressed Content bhi Fast Laoading me bhi madad karenge.
3.
Aur Mobile User ke liye sabse khas baat ye hogi
ki isme Data Trasnfer ka Charge kam lagne ke sath-sath Battery ki khapat bhi
kam hogi.
Expert ka kahna hai ki Chrome Browser Computer ki RAM ki
jyada Khapat karte hain. Jisse System ki
Over All Performance me asar padta hai . 4GB RAM se kam wale Computer me 10-12
Tabs Kholne me mushkil hoti hai.
- Yeh bhi padhe: Doc Zone Ki Madad Se Kare Kisi File Ko Pdf Me Online Convert
Labels
Internet
Post A Comment
No comments :
Ansariworld se Related Aapke Pass Koi Jankari Hai to
Apne Article,Photo,Detail ke Sath moaziz90@yahoo.com Par Mail kare
Hum Apni site Par Apka Article with Photo Publish Karenge.